Browse Pages:
< Previous 1 2
3 4 Next >
Yun To Sadmo Mein Bhi Hans Leta Tha Main,
Aaj Kyu Bewajah Rone Laga Hun Main,
Barson Se Hatheliyan Khali Hi Rahi Meri,
Phir Aaj Kyu Lagaa Sab Khone Laga Hun Main…
Aankho me samaa jao is dil me raha karna
Taaron me hasa karna phoolon me khila karna
Jabse tumhe dekha hai jabse tumhe paya hai
Kuch hosh nahi mujhko ek nasha sa chaya haia
Ab baat jo karni ho aankhon se kaha karna…
“Tum mujhe dekh kr hasoge to mai bi hasaonga,
rowge to mai bi rownga,
BT tum mujhe maroge to mai nhi marunga mai to tut jaunga”.
Dat’s frnshp
Kaun jane kab maut ka paigam aa jaye,
Zindagi ki akhari sham aa jaye,
Hum toh dhundhte hain waqt aisa jab,
Hamari zindagi apke kam aa jaye…
Aankho me samaa jao is dil me raha karna
Taaron me hasa karna phoolon me khila karna
Jabse tumhe dekha hai jabse tumhe paya hai
Kuch hosh nahi mujhko ek nasha sa chaya haia
Ab baat jo karni ho aankhon se kaha karna…
Gehri thi raat, lakin hum khoye nahi,
Dard bahoot tha dil mein, lakin hum roye nahi,
Koi nahi hamara jo puche humse,
Jag rahe ho kisi ke liye, ya kisi ke liye soye hi nahi..!!
May The Light of Jumma,
Shine In Your House.
The Strength of Eemaan,
Stay in Your Heart.
&
May Allah Shower
His Countless Blessings
On You & Your Family
on This Holy Day.Jumma Mubarak.
Jaane kyu log hame aajmate hai
Kuch pal sath rahne ke baad dur chale jate hai
Sach hi kahte hai log ki sagar ke milne ke baad
Log barish ko bhul jate hai…
May The Light of Jumma,
Shine In Your House.
The Strength of Eemaan,
Stay in Your Heart.
&
May Allah Shower
His Countless Blessings
On You & Your Family
on This Holy Day.Jumma Mubarak.
Hum wo nahi jo matlab se yaad kartehai,
Hum wo hai jo dil se pyar karte hai,
Tumhara paigam aye na aye,
Par hum har ghadi intezar karte hai…
Khuda se maine ek dua mangi, dua me apni maut mangi,
Phir khuda ne kaha maut to tujhe me de du par usko kya kahu jisne teri lambi umar mangi.
Hum Woh Phool Hain Jo Roz Roz NahiKhiltay
Yeh Wo Hont Hain Jo Kabhi Nahin Siltay
Hum Se Bichro Ge To Ehsas Hoga Tumhain
Hum Wo Dost Hain Jo Roz Roz Nahin Miltay…
Hai tasveera ji,
ALLAH Kay kareeb Le Janay Walee Chand Batain: 1.Ghar Walon Se Khush Ikhlaqi 2.Nafs kee Mukhalfat 3.Mazlom Kee Imdad 4.Gharibo Kee Dil Joi 5.Bemar Kee Ayadt 6.Naik Logo Kee Sohbat 7.Wada Kee Wafa 8.Waldain Ka Ehtram 9.Mehman Nawazi 10.Maaf Kar Dena
Patthar ki duniya jazbaat nahi samjhati,
dil mein kya hai wo baat nahi samajhati,
tanha to chaand bhi sitaaron ke bhich mein hai,
par chaand ka dard wo raat nahi samjhati…
Aankhon Mein Na Humko Dhoondo Sanam
Dil Mein Hum Bas Jaayenge!
Tamanna Hai Agar Milne Ki Toh..
Band Aankhon Mein Bhi Hum Nazar Aayenge!
Fiza Mein Mehakti Saam Ho Tum
Pyaar Mein Jhalakta Jaam Ho Tum
Sine Mein Chupaye Phirte Hain Hum Yaadein Tumhari
Isliye Meri Zindagi Ka Dusra Naam Ho Tum….
Duniya Hai Patthar Ki Jazbaat Nahi Samajhti
Dil Mein Jo Chhupi Hai Who Baat Nahi Samajhti
Chand Tanha Hai Taaro Ki Baraat Mein
Dard Magar Chand Ke Zalim Raat NahiSamajhti…
Kuch sochun to tera khayal aa jaata hai,
Kuch bolun to tera naam aa jaata hai,
Kab tak chupaon dil ki baat,
Uski har ada par mujhe pyaar aa jaata hai …
Khushiyon Per Fizaon Ka Pehra Hai
Na Jane Kis Umeed Pe Dil Thehra Hai
Aapki Aankhon Se Jhalakte Dard Ki Qasam
Ye Dosti Ka Rishta Pyar Se Bhi Gehra Hai..
Browse Pages:
< Previous 1 2
3 4 Next >